Barasat ka intzar na karo maree palakon ke neeche chale aao. Bewaqt ke asnssoyon ki jhadi bhar di judai ne. Aaj tum bhi is mein khud ko beegone chale aao.
Muhabaton ki waddiyon mein muskurane chale aao Chand raaton ke khwab sajaaye the saath milkar Aaj tum khwabon ko sajaane chale aao
Mahndi ki rangat bulaye tum chale aao Mudatt se intazaar hai koi manng bhare sanam meri sooni maang ko sajaane chale aao........
कभी कभी ये ज़िन्दगी ऐसे हालातों मे फंस जाती हे चाह कर भी कुछ नहीं कर पाती है आसूं तो बहते नहीं आँखों से मगर रूह अन्दर ही रोती जाती है हर पल कुछ कर दिखने की चाह सताती है सख्त हालातों की हवाँ ताब-औ-तन्वा हिला जाती है
कभी-कभी ये ज़िन्दगी ऐसे हालातों मे फंस जाती है रहती है दवाम जिबस उस मंजिल को पाने मे फिर भी 'यासिर' की तरह एक बाज़ी हार जाती है रह जाती है एक जुस्तुजू सी और एक नया इम्तेहान दे जाती है जुड़ जाती है सारी कामयाबियां एक ऐसी नाकामयाबी पाती है
Apko Bhul Jaun Umr Gujrne Ki Bat Hai Aapko Nahi Yakin Ye Aur Bat Hai Jab Tak Rahegi Sans Tab Tak Rahoge Yaad Ye Sans Tut Jaye To Aur Bat Hai !!
Chupke Chupke Fariyaad Kiya Karte Hai Raat Din Aapko Yaad Kiya Karte Hai Ye Hum Nahi Kahete Gharwale Khete Hai Hum Nind Me Bhi Aapka Naam Liya Karte Hai !!
Ye hawa, ye wadiyan, ye sauhana mausam, yaad aata hai mujhe mera bachpan, woh yadein mere dil mein simti hui, dheere-dheere jo hai mit ti hui...
aab tho kuch dhundala sa hi nazar aata hai, waqt palon mein guzar jata hai, sochta hoon kabhi hamare din bhi aayenge, hum milke wahi purana geet gayenge, hasenge, khelenge, mauj manyenge, phir apne gharon ko laut jayenge.